Blog ki madada se aap aapaki information dusare vyakti ke pas ak website ke madhyam se pahosa sakate ho.
HOW TO CREATE BLOG
---> BLOG KAISE BANAIYE
---> BLOG KEVI RITE BANAVAVO
To sharu karate hai aaj ki post
Sabse pahele aapke pas ek Gmail account hona chahiye tab aap blog bana sakate how jo aapake pas Gmail Account nahi hai to aap ko sabase pahele gmail account banana padega
STEP NO 1 |
Sabase pahele apako apana browser(chrome&mojila Firefox) par chale jana hai aur search box me blogger.com search kare.
Step no (2)
STEP NO 2. |
Search results me aapko ak blogger ki display dikay dege usame aapako bichame jo create blog dikhai de raha he usake upar clik kare.
Step no (3)
Step no 3. |
Create Blog par joise clik kare ge to aapako Gmail in enter karana hoga dusara gmail add karana chahate ho to use another account par clik kare or aapana gmail id enter karake niche diye gaye next par clik kare.
Step no (4)
Jaise aap Gmail id dalkar next karege to aapako gmail id ka password karana kahega usame aapako password dalana hai next par clik karana hai
Step no (5)
Iske bad blogger ka new page khulega isme aapako aapaka blog ka title dalana hai (aap aapke pasand se title de dijiye )
Niche diye adress me aapako aapana blog ka addres type karana hoga (ex. xyz.blogspot.in)
Jo addres available ayega aisa address aapako lena hai.
Step no (6)
Available address line ke bad niche diye gaye theme me se aapane manpasad theme select kare jo theme select karana chahate ho usake par clik kare usake bad aapako create blog par clik karana hai.
Es tharah aap aapana ek blog bana sakate ho
Kuch naya shikhane ke liye roj aamari website (www.Impmaterials.xyz ki mulakat le taki aapako kuch naya janana milege.
Es website me aapako job news,education,technical support,call later notification,bharati News,impmaterials,milata rahega.
Jo aap es prakar ki prakari information ke jariye aap kuch naya shikh sakate ho.
Aaj hamane ek blogging ke bare me bataya hai kyoki jis jis ko blog banana hai use blog banane me saralata rahe.
Thanks for visiting my blog.......